koi zabat day na jalal day muje sirf anta kamal day muje apni raah pay daal day kah zamana meri masal day teri rehmaton ka nazool ho muje mehnaton ka sila mely muje maal o zar ki hawas na ho muje bas tu razaq e hala day mery zehan main teri fikar ho meri saans main tera zakar ho tera khoof meri najat ho subhi khoof dil say nikal day teri bargah main aye Khuda meri roz o shab hai ye hi dua tu raheem hai, tu kareem hai, muje mushkalon sy nakal day
har koi dil ki hatheli pay hai sehra rakhy har koi dil ki hatheli pay hai sehra rakhay kis ko serab kary wo kisy piayasa rakhy umar bhar kon nebhata hai tealuq atna aye meri jaan k dushman tuje Allah rakhy hum ko acha nhi lagta koi hum name tera koi tujh sa ho to phr name bhi tujh sa rkahy hans na atna bhi faqeeron ky akely pan par Jaa, Khuda meri tarha tujh ko bhi tanha rakhay ye qnaiyat hai ataiat hai kah chahat hai faraz hum tu razi hain wo jis hal main jeesa rakhy
Table no.12: Manage Working Time item Statement response frequency %age 12 The hours during which a worker is actively engaged in business would count towards working time per week. strongly agree 12 13.3 Agree 65 61.3 no opinion 14 13.2 Disagree 11 10.4 Strongly disagree 4 3.8 The table illustrates 74.6% of the respondents strongly agreed or agreed with the assertion that " The hours during which a worker is actively engaged in business would count towards working time per week ", 14.2% strongly disagreed or disagreed and nearly 13.2% holds no opinion.
Comments
Post a Comment