Paoun Barhana aur mery charon taraf tanhaian, sad urdu ghazal by wasi shah

Paoun Barhana aur mery charon taraf tanhaian Chun rha hon teri yaad ki sulgti kerchian Aah ! wo sard mosam wo maheeny wo kenara Nehar ka yaad aati hain muje campus ki sari shokian apni barbadi ka main ja kar kesy alzam don apny hathon sy daboien main nay apni kashtian bolian lagti hain ab bhi khashbon k shehar main aaj bhi bazar main bekti hian nazuk tetlian phr kasela zaiqa mosam ka as dil ko laga phr sy wasi ankhaon main utar i hain purani telkhain