Posts

Showing posts from April, 2016

Log mujh se apni muhabbaton ka sila mangty hain

Image
Log Mujh Se Apni Muhabbaton ka Sila Mangte Hain Main Aksar Heran Hota hon k ya kia mangte hain Andhair nagri main, sunsan rahon par, ban k Ajnabi log temtamaty jugnu sy, chamakty setaron ki Zia mangte hain Ban k sanp, chup k aasteenon main, thartharati raaton main kar k qatal mere armanon ka, meri chahton ka bhala mangte hain pansa k kashti, anjane safar main, soch k banwar main day k chakme, masoom chehray, mere kafly ka nakhuda mangte hain bahar mosam main, dil k angan ko, laga k Qafas apni berukhi k weeran kar k mery dil ki galian apni wafaon ka sila mangte hain bas kr SHAMAS, na jal jaye kagaz, un ki dekkhti nafraton sy de k dhoke, kr k jafa, ab tere labon sy dua mangte hain

MCQs of All Subjects PDF

Download

har koi dil ki hatheli pay hai sehra rakhy

Image
har koi dil ki hatheli pay hai sehra rakhy har koi dil ki hatheli pay hai sehra rakhay kis ko serab kary wo kisy piayasa rakhy umar bhar kon nebhata hai tealuq atna  aye meri jaan k dushman tuje Allah rakhy hum ko acha nhi lagta koi hum name tera  koi tujh sa ho to phr name bhi tujh sa rkahy hans na atna bhi faqeeron ky akely pan par  Jaa, Khuda meri tarha tujh ko bhi tanha rakhay ye qnaiyat hai ataiat hai kah chahat hai faraz hum tu razi hain wo jis hal main jeesa rakhy

Important General Knowledge General Knowledge of Important Battles pdf

Image
Download

Important Books and Their Authors General Knowledge pdf

Image
Download

General Knowledge of Important Days pdf

Image
Download

General Knowledge of Physical Properties pdf

Image
Download

General Knowledge Solved Paper pdf part-3

Image
Download

General Knowledge Solved Paper pdf part-2

Image
Download

General Knowledge Solved Paper pdf part-1

Image
Download

General Knowledge of World Famous things and Countries pdf

Image
Download

popular Names and Titles General Knowledge pdf

Image
Download

Religions of the world General Knowledge pdf

Image
Download

General Knowledge of Sports and Games pdf

Image
Download

Who is Who General Knowledge pdf

Image
Download

Headquarters of World Organization pdf General Knowledge

Image
Download

General Knowledge of Famous Island pdf

Image
Download  

world countries with capitals and Currencies General Knowledge mcqs pdf

Image
Download

Daily Life Abbreviation General Knowledge MCQs PDF

Image
Download

Current Affairs & General Knowledge MCQs pdf part-3

Image
Download

Current Affairs & General Knowledge MCQs pdf part-2

Image
Download

Current Affairs & General Knowledge MCQs pdf part-1

Image
Download  

Paoun Barhana aur mery charon taraf tanhaian, sad urdu ghazal by wasi shah

Image
Paoun Barhana aur mery charon taraf tanhaian  Chun rha hon teri yaad ki sulgti kerchian  Aah ! wo sard mosam wo maheeny wo kenara Nehar ka  yaad aati hain muje campus ki sari shokian apni barbadi ka main ja kar kesy alzam don apny hathon sy daboien main nay apni kashtian  bolian lagti hain ab bhi khashbon k shehar main  aaj bhi bazar main bekti hian nazuk tetlian phr kasela zaiqa mosam ka as dil ko laga  phr sy wasi ankhaon main utar i hain purani telkhain 

wo mujh sy aksar kehti thi, beautiful urdu sad ghazal by wasi shah

Image
Kasak wo mujh sy aksar kehti thi  meri bas atni c khwahish hai  Kuch asi pechani jaaon  Aap k Naam sy jani Jaaon 

kia maftooh sa manzar hai kai sadion sy, latest sad urdu ghazal by wasi shah

Image
kia maftooh sa manzar hai kai sadion sy mery qadmon pay mera sir hai kai sadion sy khoof sa rehta hai k seelab kahen na lay jaye meri palkon pay tera ghr hai kai sadion sy kon kehta hai mulaqat meri aaj ki hai ?? tu meri rooh k andar hai kai sadion say ye muje sans bhi khul k nhi leny deta meri shah ragh pay jo khanger hai kai sadion sy us ki eadat hai jerain kaat'te rehna wasi ju meri zaat ka mehwar hai kai sadion sy

Dewar pe lrza hai tu dar kanp raha hai, urdu ghazal by wasi shah

Image
Dewar pe lrza hai tu dar kanp raha hai bchry ho tu ujra howa ghr kanp rha hai viran hai as darja tere baad mera dil as shaher main aate hoye dar kanp raha hai ya tu meri benai pay hai khoof musalat ya phr nehar k paani main shajar kaanp raha hai bujhny nhi don ga main kbhi hejar k sadmy dil mian teri yaadon ka sharar kaanp raha hai